Recents in Beach

Hamari Zid hai ke Deewange Song Lyrics




Unreleased Movie: Payar Ajnabi Hai (1987)


Singer: Kishore Kumar

Music Director: Kishore Kumar

Lyrics: Kishore Kumar

Cast: Kishore Kumar, Leena Chandavarkar

Shami Kapoor



Hamari Zid hai ke Deewange na chodenge-2

Na tum bhi koi kasar
rakhna aaazmane main
Junoon-E-Ishq Bhi Kya Shay
Hai Iss Zamane Mein..
Ajeeb Lutf Hai Rootha
Khuda Manaane Mein

Hamari Zid hai ke Deewange na chodenge-2
Na tum bhi koi kasar
rakhna aaazmane main
Junoon-E-Ishq Bhi Kya Shay
Hai Iss Zamane Mein...
Ajeeb Lutf Hai Rootha
Khuda Manaane Mein

Hamari Bigdi Ye Shayad
Yoon Hi Sanwar Jaaye
Hamari Bigdi Ye Shayad
Yoon Hi Sanwar Jaaye
Tumhara Kuchh Naheen
Bigdega Muskuraane Mein

Ajeeb Lutf Hai Rootha
Khuda Manaane Mein

Junoon-E-Ishq Bhi Kya Shay
Hai Iss Zamane Mein... 2


हमारी ज़िद है के दीवानगी छोड़ेंगे-2

तुम भी कोई कसर रखना आज़माने मैं

जूनून--इश्क़ भी क्या शे है इस ज़माने में...

अजीब लुत्फ़ है रूठा खुदा मनाने में


हमारी ज़िद है के दीवानगी छोड़ेंगे-2

तुम भी कोई कसर रखना आज़माने मैं

जूनून--इश्क़ भी क्या शे है इस ज़माने में...

 

हमारी बिगड़ी ये शायद यूं ही संवर जाए

हमारी बिगड़ी ये शायद यूं ही संवर जाए

तुम्हारा कुछ नहीं बिगड़ेगा मुस्कुराने में

 

जूनून--इश्क़ भी क्या शे है इस ज़माने में.-.

Post a Comment

0 Comments