"Pyar Ajnabi Hai Unreleased Song" More Details
Unreleased Movie: Payar Ajnabi Hai (1987)
Singer: Kishore Kumar
Music Director: Kishore Kumar
Lyrics: Kishore Kumar
Cast: Kishore Kumar, Leena Chandavarkar Shami Kapoor
Pyar Ajnabi Hai
Jaane Kahan se aaye
Jaane Kahan se aaye
Pyar Ajnabi Hai
Jaane Kahan se aaye
Pyar Ajnabi Hai
Jaane Kahan se aaye
Kab jeevan mein Phool Khilaye
Kab jeevan mein Phool Khilaye
Kab aansoo de jaaye
Pyar Ajnabi Hai
Jaane Kahan se aaye
Pyar hai woh rangon ka badal
Jeevan par jo chhaaye
Man chahe to barse varana
Bin barse udd jaaye
Kabhi ye man ki pyas bujhaaye
Kabhi ye aag lagaaye
Reth mein ye moti sa chamke
Shabnam sa kho jaaye
Pyar Ajnabi Hai
Jaane Kahan se aaye
Phir Bhi iske peeche peeche
Man deewana daude
Jab tak tan mein saans chale yeh
Aas na isski chhode
Ek pal man ko chain ye de to
Ek pal chain churaaye
Ye andekhe khwaab sajaaye
Khwaab Yahi dikhlaaye
Pyar Ajnabi Hai
Jaane Kahan se aaye
Kab jeevan mein Phool Khilaye
Kab jeevan mein Phool Khilaye
Kab aansoo de jaaye
Pyar Ajnabi Hai
Jaane Kahan se aaye
Jaane Kahan se aaye
Jaane Kahan...
se aaye
प्यार अजनबी है
जाने कहाँ से आये जाने कहाँ से आये
प्यार अजनबी है जाने कहाँ से आये
प्यार अजनबी है
जाने कहाँ से आये
कब जीवन में फूल खिलाये कब जीवन में फूल खिलाये कब आंसू दे जाए
प्यार अजनबी है जाने कहाँ से आये
जाने कहाँ से आये
जाने कहाँ से आये


0 Comments